Yeh FAQ page kyun likha gaya
Humne dekha ke naye users ko sab se zyada sawaal account ke baray mein hote hain—registration se lekar first deposit tak. Is page par hum ne har topic ko simple urdu mein explain kiya hai. Apka JazzCash, Easypaisa, SadaPay ya Raast account kitni jaldi connect hota hai, withdrawal kaise kaam karti hai, live table par kyun disconnect hota hai—yeh sab kuch yahan
likha hai. Agar kisi savaal ka jawab nahi mila, hamara support team har waqt tayyar hai.
- JazzCash
- Easypaisa
- SadaPay
- Raast